Guru Darshan Bagwan Ka Darshan | Yasir Iqbal Heera Qawwal | Hindi Sufi Kalam | ''Guru darshan Bhagwaan ka darshan, Sift mein zaat samaai re'' ''Guru bin gyaan naheen bhai saadho, Guru ne baat bataai re'' ''Guru-Ishwar mein farq na jaano, Guru Ishwar ka ayen pahchaano'' ''Guru soorat Bhagwaan ki soorat, Guru ne jaan karaai re''
''Har dam dhyaan guru mein rakhna, Sar ko rakhna charnon mein''
''Guru Kripa ka pee Kar Amrit, Qalb ki Hogi Safari re''
''Guru ka jaap jape ja hardam, Raam jape phir jaap tera''
Wellcome to Rawalpindi Studio if you like reading books of poetry, novels,and other books So you Can Visit Our Catalog shop and buy best books for insprations and knowlage Thanks ❤
0 Comments